Mere seene ki Aag yaa toh mujhe zinda kar sakti thi ya fir Mujhe Mar sakti thi

Mere seene ki Aag yaa toh mujhe zinda kar sakti thi ya fir Mujhe Mar sakti thi,Par Saala ab uthe kaun , kaun phir semehnat kare dil lagane ko ,dil tudwane ko,Abe koi toh aawaz de ke rok lo, ye jo ladki murda si aanke liye baithi he bagal me ,"Aaj bhi Haan bol de toh Mahadev ki kasam wapas aa jayengePar nai ab saala mood nahi ,Aankhe band kar lene me hi sukh hai.. so jane me hi bhalai hai ,Par uthenge kisi din ussi ganga kinare damru bajane koUnhi banaras k galiyo me doud jane koKisi Zoya ke ishq me phir se padh jaane ko..!!..

# ye dialog sunte vakt kon roya tha ...me to roya tha....

No comments: