Kitna pyar karte hai hum unse..

♥♥ Kitna pyar karte hai hum
unse..
Kash unhe bi ye ehsaas
ho jaye..
Kahi aisa na ho ki woh
hosh mein tab aye..
Jab hum KISI aur ke ho
jaye.!!! ♥♥

No comments: