Hum Ruth Jaye To Manane Ka Wada Kiya Tha,

Hum Ruth Jaye To Manane Ka
Wada Kiya Tha,

Hum Dur Jaye To Bulane Ka
Wada Kiya Tha,

Aaj Palkon Pe Aasu Bhar Diye,

Jisne Zindagi Bhar Hasane
Ka Wada Kiya Tha...!

No comments: