Dekhte Hain Aaj Hum Uss Raah Ki Weeraaniyan

Dekhte Hain Aaj Hum Uss Raah Ki Weeraaniyan,
Yaaron Ke Sang Kaati Jahan Hum Ne Zindaganiyan..
Guzar Gaya Woh Daur, Bichhad Gaye Sab Dost,
Saath Reh Gayi Toh Un Lamhon Ki Kahaaniyan ...!

No comments: