Pyaar kya hota hai hum nahi jaante

Pyaar kya hota hai hum nahi jaante,
Zindagi ko apna hum nahi maante,
Gam itne mile hain ke ab ehsas nahi hota,
Pyaar kare koi to vishwas nahi hota….

No comments: