Mujhe ab neend ki talab nahi rahi

Mujhe ab neend ki talab nahi rahi,
Ab raato ko jaagna accha lagta h....
Mujhe nahi maalum ki WO
Meri kismat mai h ya nahi,
Magar Khuda se USSE mangna accha lagta h....
Jane Mujhe Haq h ya nahi,
Par USKI parvaah karna accha lagta h....!!
 

No comments: