wo pyaar ka saboot dikhaya krta tha.. ansu baha kr hme manaya krta tha.

wo pyaar ka saboot dikhaya krta tha..
ansu baha kr hme manaya krta tha..

yeh zindgi bs tumse vabasta hai...
aksar yeh baat hme btaya krta tha...

saari raat hme jgaya krta tha...
bechaini hud se barh jaye to jee bhar k gle lgaya krta tha...

woh itni mahobbat krne vaala badal gya....
jo aksar hr bat me hmari kasmein khaya krta tha...

No comments: