Zara sa dhyan rakhna ye meri pehli mohabbat hai

Zara sa dhyan rakhna
ye meri pehli mohabbat hai,
wafa ka maan rakhna
ya meri pehli mohabbat hai...!!!

kaha iss umar mein
hum bhes badley ge,
Milan asan rakhna
ya meri pehli mohabt hai...!!!

Judayi k dino main log,
chehre bhul jatee hai,
Meri pehchan rakhna,
yah meri pheli mohabt hai...!!!

Judayi to main seh lo gi mager,
tum phir se milne ka,
koi imkan rakhna,
ya meri pehli mohabt hai...!!! —