Dil ki kitaab me gulab unka tha

Dil ki kitaab me gulab unka tha,
Raat ki neendo me khwab unka tha,
Kitna pyar karte ho, jab humne pucha,
Mar jayenge tumhare bina ye jwab unka tha...