Jaan se bhi zyada,unhe pyar kiya karte the

Jaan se bhi zyada,unhe pyar
kiya karte the,

Yaad hum unhe,din-raat kiya
karte the,

Ab un raho se,guzra
nahi jata

Jahan baithkar,unka intezar
kiya karte the...