Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko.

Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko...
Toh yun hamein ruswa na kiya hota...
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi hamein..,
Bas ek baar humein samaj-liya hota....