Happy Janmastami to all

Radha ki bhakti, murli ki mithas, makhan ka swaad aur gopiyo ka raas, sab milke banta hai janmastmi ka din khaas...... Happy janmastmi

Mishri se mithe h krishna k bol, koi kaise lagaye unka mol heere se jyada h krishna anmol Itni taarif ki h pyare ab to "jai sri krishna" Bol

Today is very precious day Some one special was born Born to fight against inhumanity Born to save the trust in God Happy Janamashtami

May Lord Krishna come to your house & takes away all your Makhan & Mishri with all your worries & sorrows. Happy Janmashtami

krishan ki mahima,krishan ka pyar,krishan me shradha,krishan se sansar,mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe.Happy gokulastami

Makhan churakr jisne khaya, Bansi bajakr jisne nachaya, Khushi manao uske janm ki, Jisne duniya ko Prem shikhaya. HAPPY JANMASATMI


Gokul me ji kare niwas Gopiyo sang jo rachye raas, Devki-Yashda jinki maiya, aisehamare kishan kanhaiya jai shree krishna "happy janmastami to all"

Krishna jiska naam, Gokul jiska dhaam, Aise shree Bhagwan ko, Ham sab kare pranam! Jai shree krishna... "Happy Janmastami to all..!" -