Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya


Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga?