Funny sms in hindi

Mohabbat 1 bar ho jaye us ko bholapan kehtay hain,

2 bar ho jaye us ko dewaanapan kehtay hain,

3 bar hoo jaye us ko pagalpan kehtay hain,

agar phir bhi na rukhay to use kameenapan kehtay hai

*********

Lamha Lamha Waqt Guzar Jayega,

Chand Lamhon Men Exam Sar Pe Ajayega,

Abhi Bhi Waqt Hai Do Line Padh Lo,

Warna Paas Kia Munna Bhai Karwae Ga

*********


Nasha aankho me hota hai Sharaab mein nahin,

Sharddha Dil me hoti hai Mandir mein nahin.....

Dosti SMS karne se badhti hai,

SMS padhne se nahi....

*********

unhe pyar karna nahi aata hume pyar ke siva kuch nahi aata

jeene ke sirf do hi raste hai ek unhe nahi aata ek hame nahi aata

*********

Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta..Magar Mujhe Kaam Tha...... Mein Tumhare Liye Doob Ke Marta...Magar Mujhe Zukham Tha !

*********

Bhehar ki gali main paan ki dukan,

Devdas ne dekhi Paro Ki muskan,

Devdas ne khilaya paro ko paan,

Khake paan Paro bolo"Shukriya Bhai Jan

*********

Shayri by a haryanvi jaat 2 his grlfrnd: Tajmahal ke chez hai,isse b badi imarat banvaunga.. Mumtaz to marke dafan hui thi,Re susri taney to main zinda dafnauga

*********

BOY:-Tu sohni tera roop sohna par tu sohni ni kaha sakdi, sohni tan dariya paar karke aa gayi c,par tu period miss karke ni aa sakdi.

LADKI:-Main sohni mera roop sohna main sohni v kaha sakdi, ik tere kalle layi main class de 25 ranjhe chad k ni aa sakdi.

*********

Geeta saar: SMS woh gyan hai jo baatne se badhta hai. isliye hey prani, Tu apne bill ka moh tyag, aur roz ek SMS kar. tabhi tera manushya janm safal hoga.

*********

Naari ke chakkar mein bhool na jaana yaari,

Jab laat maaregi naari to yaad aayegi hamari.....

Purush bachao samiti ki taraf se Janhit mein jaari...


*********