SUPER JOKE MUST READ


"GF: i Love u baby.
BF: (softly) i Love u 2
GF: aise kyn bola?
BF: bas thoda mood sa off tha.
GF: dosto k sth to bade khush rehte ho,mere sth hi drame.
Bf:(pyar se) aisa kch nai jaanu, tabiyat thodi theek nai.
GF: haan abhi dost ph kardega to 2 sec mai tabiyat theek ho jaye gi....
BF: dost kahan se agye, mera mood thoda upset hai bas.
GF: mere sth hi ye sb hota hai, frnds k sath njoy krte ho,badi has k pics click karwate ho. Ya koi aur ladki pasand agyi?
BF: (aur jyada pyar se) arrey, kahan se kahan baat le ja rhi ho?
GF: aj sb clear hoga!
BF: kya clear karna hai jaanu, aisa kya hogya??
GF: (khud confused) jb tm khud clear nai, tmhe kch pata nai to mai kya bolu?
BF: (trying to act smart) tmhe hua kya hai, kis baat pe upset ho. Btao.
GF: tmhri sangati kharab hai!
BF: mere sth to tm ho
GF: ab bohot hogya,ab aur nai
BF: (ful crashed) hua kya hai, ye to bta do
GF: hm ab sth nai reh sakte
BF: ye baat kahan se ayi
GF: i want break up

BF: (kilas kar) hmmmm, ok
GF: (gone crazy) haan, yhi chahte ho tm to, fir tm jo marzi kar sako.
BF: arrey khud ne bola abhi, maine kya galat kaha
GF: itni prob thi to bola kyn nai, mai khud bina bole chali jati tmhri lyf se( biggest joke )
BF: (apne baal pakad kar) mjhe meri galti to bta do
GF: waqt ane pe pata chalegi tmhe apne ap, jb mai chali jaungi..
BF: accha, to mai wait krta hun sahi waqt ka
GF: tm serious kb hoge
BF: ab kya hospital mai admit hojaun serious hone k liye
GF: go to hell
BF: dnt cal me again
AFTER 3 HOURS
GF: tmhe pta hai na mai tmhre bina nai reh sakti jaanu, sorry i love u my baby
BF: (Sab bhool kar) i luv u tooo honey
GF: itna sad kyn sound kara?
READ IT AGAIN FROM TOP, SAME HI HOGA!!!!! SUPER JOKE MUST READ

Girlfriend called 2 her boyfriend
at
mid-nite
.
Girl: - Hello Dear
.
Boy :- Haan ji (aa gayi maa ki aankh pakaane)
.
Girl:- kya kar rahe ho..?
.
Boy : kuch nahin (pakode tal raha hoon )
.
Girl : - bataao na..?
.
Boy :- kuch nahin dear
( aadhi raat ko kya karte hain..! )
.
Girl: neend nahin aa rahi thi socha chalo call kar loon
.
Boy-- achha kiya
(kamini kal Office ke late karwaa ke rahegi )
.
Girl : --hello koi gaana sunao naa.. bore ho rahi hoon
.
Boy: --nahin yaar (mujhe radio staion samajh rakha hai kya aur 12
baje k baad toh radio channel bhi band ho jaate hain )
.
Girl:-- plz sunao na......
Boy:-- kal pakka ( uff iski toh aisi ki taisi )
.
Girl : -- naa mujhe aaj hi sunna
hai..
if u luv me den u will sing for me
.
Boy : time kya ho raha hai .?
dear (yeh padosiyon ko bhi jagwak hi r maanegi )
.
Girl : --12:30
.
Boy: -- aur kal mere Office mein bahut kaam hai
.
Girl: --tumne toh bola tha ki tum Office ka kaam minto
mein karr lete ho
.
Boy :- haan (agar nahin bolta toh teri bakwaas kaun sunta )
.
Girl :- sunao naa plzz koi romantic sa gaana
.
Boy : par gaane k baad
phone rakh degi ( fans gaye beta
toh jhelna toh padega hi )
.
Girl :- kyun kisi aur ki call ka wait
kar rahe ho kya..?
.
Boy : nahin darling (ye lo.. saali ne shak karna bhi start kar diya)
.
Girl: fir kyun bol rahe ho.. rakhne ko,
khao meri kasam ki kisi ki call nahin aayegi..
.
Boy: teri kasam (itni raat ko toh aadmi wrong number bhi
nahin lagata)
.
Girl : - chalo ab sunao
.
Boy: theek hai (beta pyar kiya hai toh jhelna toh padega hi..ban ja aadhi raat ko.. Himesh Reshamiya )
Girl : yeh waala gaao-- adayein bhi hain..
muhabbat bhi hair.. nazaakat bhi hai.. mere mehboob mein .
Boy:- yeh mujhe nahin aata
(kamini ..tareef sunegi apni )
.
Girl : toh koi dusra suna do...
.
Boy:- Wait.. sochne de
(kya gaaun ki aaj ke baad mere
muh
se gaana sunne ka naam tak
naa
le )
.
Girl: Gaao na...
.
Boy sings : -
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
phulo ka taroon ka sabka kehna hai.. ek hazaaron meinmeri
behna hai.......
saari umar hamein sang rehna he..!!!!!!!!
( Le aaj ke baad naam nahin legi gaane ka...ishki toh maa ki
aankh )
.
Girl : -yeh kyun gaaya..?
.
Boy : mera favorite song hai
(samajhdaar k liye ishara hi kaafi hai kamini )
.
Girl: - hmmmm mujhe neend aa rahi
hai.. bye.........
.
Boy :- aray kahaan jaa rahi ho..suno
toh.. tum nahin sunaaogi kya..? (mission complete)
.
Girl:-- bye.. baad mein.. good night..take Care
jaanu
.
Boy : take care jaan ( jaan Le gayi kamini ..jaanu jaanu bol ke..
o terri.. Yeh toh 2 baj gaye..ab sounga kab aur Jagunga kab