Really Facts 2013


Dunya main Gham k Siwa Rakha kya hai
Tu ne ae Dost Abhi Gham Dekha kya hai

ek Shakhas k Firaaq ne tujhay dewana ker deya
Aur NaJanay teri Qusmat main Likha kya hai

Rafta Rafta tu ne Aankhon se Pilia iss qadar
Lar Khara jata hon tu dunya pochti hai peeta kya hai

Chahat ka Jawab Chahat se Kahan Milta hai
Barbaad kiya jis ne pochay tu Mera Lagta kya hai