sad hindi shayaris sms

Duniya badal gayi hai chatting se
Hoti hai ab hacking chatting se
Nikalna ho gaya sabka band chatting se
Kyunki hoti hain ab to setting chatting se








Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aur humare dil se awaaz nikalii….
Santa Singh…Tusin Ethe vii aa gaye !!!







Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Yeh to unke bache hee kamine hain,
Jo Mamma-Mamma bulaate hain. 

No comments: