Gam Se Nijaat Kya Mangu

Bichad Gaye Hai Jo Unka Sath Kya Mangu,
Jara Si Umar Hai Gam Se Nijaat Kya Mangu,
Wo Sath Hote To Hoti Jarurate Bhi,
Akeli Jaan Ke Liye Kaaynat Kya Mangu. 

No comments: